Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare man ki umang taraj khadi akhiyan ki jyot badhi man ki umang taraj khadi akhiyan ki jyot badhi prem lagan se lau uthi prem lagan se lau uthi bujhe diye baare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare doobi aas phir se phiri jal mein jaise jal ki pari doobi aas phir se phiri jal mein jaise jal ki pari soti jyot jaag gayi jaag gayi soti jyot jaag gayi din phire humaare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare aajaa aajaa aajaa mere paas tan man dhan sab ki aas dagar paar paat paat karti kyun ishaare dagar paar paat paat karti kyun ishaare hat gayi lo kaali ghataa chhitak rahe taare chhitak rahe taare
hooo o o o oooo hathon ki chand lakeeron ka hathon ki chand lakeeron ka sab khel hai bas taqdeeron ka sab khel hai bas taqdeeron ka taqdeer hai kya main kya jaanuu aaha aaha uho uho taqdeer hai kya main kya jaanu taqdeer hai kya main kya jaanu main aashiq hoon tadbeeron ka main aashiq hoon tadbeeron ka hathon ki chand lakeeron ka tiri titam titam tari titam titam tiri titam titam tari titam titam tiri titam tari tita tiri titam tari tita tara rara rara rara aa hoo oo o o o ooo apni taqdeer se kaun lade panghat pe pyase log khade apni taqdeer se kaun lade panghat pe pyase log khade hoo oo o o o mujhko karne hain kaam bade o yara kaam bade o lale kaam bade hai shauk tujhe taqreeron ka hai shauk tujhe taqreero ka main aashiq hoon tadbeeron ka hathon ki chand lakeeron ka hoo oo o o o ho ho ho ooo main maalik apni kismat ka main banda apni himmat ka main maalik apni kismat ka main banda apni himmat ka hoo oo o o dekhenge tamasha daulat ka yaara daulat ka o yaara daulat
hatt jaao deewane aaye masti le kar mastaane aaye hatt jaao deewane aaye masti le kar mastaane aaye kise khabar chale kahaan kise khabar chale kahaan hai koi jo badh ke roke pyaaar ka ye toofan hatt jaao deewane aaye masti le kar mastaane aaye kise khabar chale kahaan kise khabar chale kahaan hai koi jo badh ke roke pyaaar ka ye toofan hatt jaao deewane aaye masti le kar mastaane aaye seene mein pyaar honthon pe geet dil ka ye saaz le kar hum iss gali se inn raaston se nikla kiye hain aksar sab jaante hain pehchaante hain saathi hain hum puraane keh sunn chuke hain duniyaa ke log apne kai fasaane hatt jaao deewane aaye masti le kar mastaane aaye kise khabar chale kahaan hai koi jo badh ke roke pyaaar ka ye toofan hatt jaao deewane aaye masti le kar mastaane aaye jee chaahta hai inn raaston mein kho jaayen chalte chalte bichhde kabhi na kuchh aise ek ho jaayen chalte chalte thak jaaun main to taaron ki chhanv mein do ghadi to so lun ye muskurata chehra ho paas jab
haule haule ek bhi naa ghunghroo bole yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab chham se haule haule ek bhi naa ghunghroo bole yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab chham se haule haule ek bhi naa ghunghroo bole yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab chham se aa jaa o aa jaa kahaan roz roz ye mauka naa dena naa dena kahin aaj raat bhi dhoka aa jaa o aa jaa kahaan roz roz ye mauka naa dena naa dena kahin aaj raat bhi dhoka sambhal sambhal ke reh naa jaaye duniyaa jal ke yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab chham se haule haule ek bhi naa ghunghroo bole yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab chham se aa jaa o aa jaa hai chaand raat bheegi si bin tere bin tere ye chandani hai pheeki si aa jaa o aa jaa hai chaand raat bheegi si bin tere bin tere ye chandani hai pheeki si baat ye sulje iss tarah ke latt naa uljhe yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab chham se haule haule ek bhi naa ghunghroo bole yun utha le mujhko saiyaan main naachun jab
haule haule oo haule haule ghoonghat pat khole balamwa bedardi haule haule ae maane na maane na zulmi sainyaan pakde bainyaan haay daiya jiya mora dole haule haule bhole bhole haay bhole bhole zahar kaahe ghole nayanawa bedardi bhole bhole oye dekho ji dekho ji dil ki chori kar ke gori ye chhori meethi meethi bolein bhole bhole haule haule ghoonghat pat khole balamwa bedardi haule haule ho oo oo oo bedardi bedardi bedardi roop kaisa diya hai tujhe raam ne chaand sharmaaye gori tere saamne kiya humko badnaam tere naam ne mera daaman kyun aaye ab thaamne hey daalo daalo na jaadu ka dora chhaliya chhora man mora khaaye hichakole haule haule ho oo oo saajaniya saajaniya saajaniya dekho aankhein milaao dekh bhaal ke zara samjho ishaare meri chaal ke haay lachkaao kamar ye sambhaal ke rakh dogi kaleja nikaal ke haay ho jhanan jhanan jhaanjhar jhamake bijali chamke tham tham ke bhadake dil mein shole bhole bhole
haule haule jiya dole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole mile mujhe rasiya balam man basiya mile mujhe rasiya balam man basiya khushiyon ke din aa gaye aayi meri duniya mein jhoomti bahaarein aayi meri duniya mein jhoomti bahaarein rang anokhe chha gaye rang anokhe chha gaye lage bechain se nainon mein madira koyi ghole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole ga re sa re ga ma pa pa pa pa re ma ga sa re ni sa ga ma pa ni dha pa ma ga aa aa haaye jab saiyaan thamenge mori baiyaan haaye jab saiyaan thamengi mori baiyaan lajo se mar jaungi chhuyenge kalaiya to dungi duhaiya chhuyenge kalaiya to dungi duhaiya haath na unke aaungi haath na unke aaungi naina milai ke na jaane balma kya kya bole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole
hawaa chale kaise hawaa chale kaise naa tu jaane naa main jaanoon jaane wohi jaane hawaa chale kaise hawaa chale kaise naa tu jaane naa main jaanoon jaane wohi jaane ghataa ude kaise ghataa ude kaise naa tu jaane naa main jaanoon jaane wohi jaane laa laa thaam ke ik pankhadi ka haath chupke chupke phool se titli ne ki kya baat chupke chupke aa zaraa karen pataa wo shaayad de bataa hawaa chale kaise naa tu jaane naa main jaanoon jaane wohi jaane parbaton ke sar pe daaliyon ki chhooti khaamoshi ki lay pe mastiyon mein doobi kaho kaun bheje kaun laaye bolo kahaan ko jaayein tum bhi socho main bhi sochun hawaa chale kaise naa tu jaane naa main jaanoon jaane wohi jaane bolo baraf ki chaadar bolo dhundh mein ye dhoop la lal la la la lal la la la lal la la jaadu chalta hai chanda dhalta hai saat samundar paar hai ek satrangaa sansaar uskaa jaadugar sardaar rakhta pariyon ka darbaar usko aate khel hazaar kartaa sab bachchon se pyaar jaane jaane jaane wohi jaane laa laaa
hawa mein kya hai khushboo hai lehar mein kya hai sargam hai hawa mein kya hai khushboo hai lehar mein kya hai sargam hai fiza mein kya hai mausam hai dil mein kya hai tera pyaar hawa mein kya hai khushboo hai lehar mein kya hai sargam hai fiza mein kya hai mausam hai dil mein kya hai tera pyaar hawa mein kya hai khushboo hai main chaand tu hai meri chaandani main raag tu hai meri raagini main chaand tu hai meri chaandani main raag tu hai meri raagini aawaaz main teri tu mera geet hai main teri priytama tu mera meet hai tere liye main loon janam sanam hazaaron baar hawa mein kya hai khushboo hai lehar mein kya hai sargam hai fiza mein kya hai mausam hai dil mein kya hai tera pyaar hawa mein kya hai khushboo hai hann ra pa pa pa pa pa pa pa ra pa pa pa paaaa jo dil mein thi wo lab pe baat hai ye apni muradon ki raat hai jo dil mein thi wo lab pe baat hai ye apni muradon ki raat hai khamosh hai jahaan kehta hai ye gagan dharti ki sej pe ek honge do badan is bekraari
hawa mein udta jaaye mora laal dupatta malmal ka ji mora laal dupatta malmal ka ho ji ho ji idhar udhar lehraaye mora laal dupatta malmal ka ji mora laal dupatta malmal ka ho ji ho ji hawa mein udta jaaye mora laal dupatta malmal ka ji mora laal dupatta malmal ka ho ji ho ji o o o o o sar sar sar sar hawa chale haai jiyara dagmag dole jiyara dagmag dole sar sar sar sar hawa chale haai jiyara dagmag dole jiyara dagmag dole phar phar phar phar ude chunariya ghunghat mora khole phar phar phar phar ude chunariya ghunghat mora khole haai ghunghat mora khole hawa mein udta jaaye mora laal dupatta malmal ka ji mora laal dupatta malmal ka ho ji ho ji idhar udhar lehraaye mora laal dupatta malmal ka ji mora laal dupatta malmal ka ho ji ho ji o o o o o jhar jhar jhar jhar jharna behta thanda thanda paani thanda thanda paani jhar jhar jhar jhar jharna behta thanda thanda paani thanda thanda paani ghungaru baaje thunak thunak chaal huyi mastaani ghungaru baaje thunak thunak
ru ru ru ruru ru ruru ru ruru ru ru ru ru ruru ru ruru ru ruru ru hawa se halki hoon aaj huyi jo unse mulaaqaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulaaqaat soyi nahin main saari raat thamo re thamo mera haath re udne lage hain jazbaat hawa se halki hoon aaj huyi jo unse mulaaqaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulaaqaat soyi nahin main saari raat thamo re thamo mera haath re udne lage hain jazbaat ruru ruru ruru ruru ru ruru ruru ruru ruru ru be ba ba ba ba ba be ba ba ba ba baa aaya re sawan bheegi hawayen pyaar ki maari uljhi pedon se latayen jaane kyun mujhko lagta hai aise rim jim bundon mein barse sajana ka pyaar aaaaa aaaa aaaa hawa se halki hoon aaj huyi jo unse mulaaqaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulaaqaat oooo aa aa aa aa oooo aa aa aa aa wo to sharmate thoda ghabrate apnon se apne man ki baatein kyun chhupate shor macha ke sabse kahungi chori nahin ki maine kiya unse pyaar yaaa yaaa yaaa hawa se halki hoon aaj huyi jo unse
hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani gardish mein hi sahi ye sitare humnashin gardish mein hi sahi ye sitare humnashin dhundengi kal hamein ye bahare humnashin imteha pyaar ke roz hote nahi pyaar wale kabhi sabra khote nahin mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahin jaati hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani woh mohabbat hi nahin jisme dil lut gaye woh mohabbat hi nahin jisme dil lut gaye deke kurbaniya premi khud mit gaye sochle janeman humko milna hai ab aage peechhe nahin saath chalna hai ab mohabbat raaz hai aisa jo samjhaya nahin jata hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar
hawaaon pe likh do hawaaon ke naam hum anjaan pardesiyon ka salaam hawaaon pe likh do hawaaon ke naam ye kis ke liye hai bataa kis ke naam ye kis ke liye hai bataa kis ke naam o panchi tera ye surilaa salaam hawaaon pe likh do hawaaon ke naam shaakh par jab dhoop aayee haath chhoone ke liye chhaanw chham se neeche koodi has ke boli aaiye yahaan subah se khela karti hai shaam hawaaon pe likh do hawaaon ke naam chul bulaa ye paani apni raah behna bhool kar lete lete aaina chamkaa raha hai phool par ye bhole se chehare hain masoom naam hawaaon pe likh do hawaaon ke naam hum anjaan pardesiyon ka salaam hawaaon pe likh do hawaaon ke naam
Hawayein (Film Version)
haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan aaa meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan mujhko bacha le mere sajan jaldi se kar tu koi jatan haye meri maa meri maa haye meri maa haye meri maa ha aa aa aa aa aa aaaa haye bichhua das gayo re main to yunhi bani deewaani tune meri kadar nahin ki kabhi bhule se bhi dil jaani tune meri khabar nahin li nas nas mein sajan huyi aisi chubhan lagi aisi lagan toote mera badan main mar gayi dard se ae meraaa bachna mushkil hai mitwa haye bichhua das gayo re haye bichhua das gayo re meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan aaa meethi meethi hone lagi mere tan man mein jalan mujhko bacha le mere sajan jaldi se kar tu koi jatan haye meri maa meri maa haye meri maa haye meri maa na to maara na zinda chhoda dank aisa lagaya hai pyaar tere pe thoda thoda mujhe gussa bhi aaya hai are o bewafa aankhen na chura kar koi dawa ya koi duwa
haye haye haye haye dil ki baazi laga humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re haye haye haye haye pyaar ki hai umar tu hai kyun bekhabar sun yaar re sun yaar re ruk piya ruk piya ruk piya ruk piya piya piya chala kahan leke jiya leke mera jiya jiya haye haye haye haye dil ki baazi laga humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re deewana main nahin dil ka sauda ho tujhse yeh mushkil hai kisi ko bhi de doon dil yeh khilona nahin aakhir yeh dil hai tauba tauba tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya tere liye main leloon duniya se bair piya haye haye haye haye dil ki baazi laga humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re tujhse bhi badh ke haseen aur bhi hai jahan mein deewani sun mar jaaoon mit jaaoon tere sadke karoon zindagaani sun oh do din hai jeevan ke kisi ke bhi sang hole dil ki hai majboori tujhpe hi dole piya haye haye haye haye dil ki baazi laga naa humse aankhein mila mere yaar re mere yaar re haye haye
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai likhta hai haye muft mein le le tu mera dil bikta hai tera mera janam janam ka rishta hai rishta hai haye mera premi koi paagal jiska hai haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai kya ho jo ye khat kisi ke haath lag jaaye re kya ho jo ye khat kisi ke haath lag jaaye re ek rang aaye mukh pe ek rang jaaye re ho ho ibke rang na khelungi main holi mein holi mein haye pichhle baras ye daag laga tha choli mein ab dil na kho jaaye aankh micholi mein micholi mein haaye le na jaaye yaar bitha ke doli mein ho haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai doli mein na baithungi main ghar se bhaag jaungi doli mein na baithungi main ghar se bhaag jaungi chhod ke baaraat so ti raat jaag jaaungi ho ho jogan pe rut aayi prem ki baaton ki baaton ki haaye luk chhup chori chori mulakaaton ki khan khan choodi khanke mere haathon ki haathon ki haaye udd gayi neend nigodi bairan raaton ki hoo likhta hai haye
haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se aati hai sadaa unki meri saanson ke taaron se dushman humein pyaara hua raaz ye duniya kya jaane haaye kya jaane dushman humein pyaara hua raaz ye duniya kya jaane haaye kya jaane haal e dil apna hum kaha karte hain taaron se haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se dil ki lagi bhujhti nahin unko bhulaana khel nahin haaye khel nahin dil ki lagi bhujhti nahin unko bhulaana khel nahin haaye khel nahin aate hain mere dil mein khayaalon ke jahaaron se haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se kya hua bura hua apni haalat kya kahiye haaye kya kahiye kya hua bura hua apni haalat kya kahiye haaye kya kahiye rote hain gale mil ke akele mein bahaaron se haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se
haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai idhar bhi ek nazar kar le mere man chahe parvane ghadi aisi na aayegi kahan khoya hai deewane ghadi aisi na aayegi kahan khoya hai deewane haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai pade hain hum bhi rahon mein mita le jitna jee chahe sitam bhi tere pyare hain sata le jitna jee chahe sitam bhi tere pyare hai sata le jitna jee chahe haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai machalta hai dile nadan nahin mane badi mushkil
haye re na maaro maaro na re ho haye re na maaro haye re na maaro ho haye re na maaro bebas hoon main bebas ki laaj se haay khelna achha nahin zalimon haye re na maaro maaro na re maaro na re haye re na maaro bebas hoon main bebas ki laaj se haay khelna achha nahin zalimon haye re na maaro thaam raha hai meri kalaai par ye mujhko bata re haan haan thaam raha hai meri kalaai par ye mujhko bata re haan haan meri jagah teri koi bahen hoti kya teri paapi yahi lagan hoti haye re na maaro maaro na re maaro na re haye re na maaro bebas hoon main bebas ki laaj se haay khelna achha nahin zalimon haye re na maaro maaro na re maaro na re haye re na maaro kabu tere aaungi nahin chahe maar bhi dale haan haan kabu tere aaungi nahi chahe maar bhi dale haan haan mere pichhe andha kisika dar hai tu aadmi nahin re janwar hai tu haye re na maaro oo haye re na maaro bebas hoon main bebas ki laaj se haay khelna achha nahin zalimon haye re na maaro maaro na re maaro na re haye re na
haye re tere chanchal nainwaa kuchh baat karen ruk jaayen haye re tere chanchal nainwaa kuchh baat karen ruk jaayen haye re tere chanchal nainwaa khul ke ye baaten kam karen chupke hi chupke sitam kare khul ke ye baaten kam karen chupke hi chupke sitam kare bas dole na kuchh bole palkon se muskaaye haye re tere chanchal nainwaa uljhe humse har baar dil kuchh aisa hai beqaraar dil uljhe humse har baar dil kuchh aisa hai beqaraar dil kuchh tum bhi to samjhao hum kya kya samjhaayen haye re tere chanchal nainwaa kuchh baat karen ruk jaayen haye re tere chanchal nainwaa hum to chaahat mein jal gaye tum waada kar ke badal gaye hum to chaahat mein jal gaye tum waada kar ke badal gaye hum kaise ji tum jaise anjaane ban jaayen haye re tere chanchal nainwaa kuchh baat karen ruk jaayen haye re tere chanchal nainwaa kuchh baat karen ruk jaayen haye re tere chanchal nainwaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hat Gai Lo Kali Ghata Lagan (1941) 02:37 13043
 
Poster of Lagan (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
Duration : 02:37   Song Number : 13043   

Hathon Ki Chand Vidhaata (1982) 04:43 32985
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Shammi Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 32985   

Hatt Jaao Deewane Aaye Singapore (1960) 05:30 14259
 
Poster of Singapore (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Padmini
Duration : 05:30   Song Number : 14259   

Haule Haule Ek Bhi Naa Ghunghroo Jwala (1971) 05:03 16258
 
Poster of Jwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shashi Kala, Lalita Pawar, Leena Najar
Duration : 05:03   Song Number : 16258   

Haule Haule Ghunghat Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:47 36209
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Amita, Rajendra Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 36209   

Haule Haule Jiya Dole Kaise Kahoon (1964) 03:08 39251
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:08   Song Number : 39251   

Hawa Chale Kaise Daag (1973) 05:53 38692
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:53   Song Number : 38692   

Hawa Mein Kya Hai Jaagruti (1992) 04:16 39957
 
Poster of Jaagruti (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan, Karishma Kapoor
Duration : 04:16   Song Number : 39957   

Hawa Mein Udta Jaaye Barsaat (1949) 03:30 20510
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Ramesh Shastri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vimala
Duration : 03:30   Song Number : 20510   

Hawa Se Halki Hoon Aaj Vishwanath (1978) 05:25 36188
 
Poster of Vishwanath (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Satrughan Sinha, Reena Roy
Duration : 05:25   Song Number : 36188   

Hawaaon Ne Ye Kaha Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002) 08:43 32648
 
Poster of Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 08:43   Song Number : 32648   

Hawaon Pe Likh Do Do Dooni Chaar (1968) 03:24 13145
 
Poster of Do Dooni Chaar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 03:24   Song Number : 13145   

Hawayein (Film Version) Jab Harry Met Sejal (2017) 05:05 38619
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Anushka Sharma
Duration : 05:05   Song Number : 38619   

Haye Bichhua Das Gayo Jheel Ke Us Paar (1973) 05:07 38099
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Dharmendra
Duration : 05:07   Song Number : 38099   

Haye Dil Ki Baazi Laga One 2 Ka 4 (2001) 04:32 20511
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:32   Song Number : 20511   

Haye Haye Ek Ladka Kuchhe Dhaage (1973) 03:03 37648
 
Poster of Kuchhe Dhaage (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:03   Song Number : 37648   

Haye Mera Dil Le Gaya Koi Aake Ishaaron Se Parbat (1952) 03:20 40016
 
Poster of Parbat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:20   Song Number : 40016   

Haye Mere Paas Shikar (1968) 04:14 32853
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Helen
Duration : 04:14   Song Number : 32853   

Haye Re Na Maaro Garam Masala (1972) 07:12 32967
 
Poster of Garam Masala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 07:12   Song Number : 32967   

Haye Re Tere Chanchal Oonche Log (1965) 03:20 13887
 
Poster of Oonche Log (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13887